Tuesday, October 7, 2008

Aanshu : Nayeda

anshu,
aab ka
yek katra
dil se nikla
aankhon ki rah
bahir aaya
kahne
kayee ankahi
dastane
gum ki
khushi ki
katra nahin
yah hai attar
insaniyat ka
ehsas insan
hone ka.

3 comments:

संगीता स्वरुप ( गीत ) said...

nayeda ji,
wah ,sach hi insaan hi men ye jazba hota hai jo khushi aur gum dono ko hi aansu ke zariye bayan kar sakta hai.
bahut khoob. sundar rachna.
sangeeta di

nayeda............ said...

shukriya, sangeeta di.

Unknown said...

katra nahin
yah hai attar
insaniyat ka
ehsas insan
hone ka.
wow....nayeda.......love to read it........attar hai insaaniyat ka....wahh....wah......